Quran O Hadees In Urdu And English | Quran And Hadees In Roman Urdu | Learn Quran O Hadees

Bismillahirrahmanirrahim


 ✦ Hadith:

 Teen tarah ke logo par se Qalam utha diya gaya hai (yani unke gunah nahi likhe jate) -------- ✦ Aisha Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya teen tarah ke logo par se Qalam utha diya gaya hai (yani unke gunah nahi likhe jate) ek to sone wala jab tak ki jag na jaye, aur bachcha jab tak ki wo bada na ho jaye aur pagal jab tak ki wo hosh mein na aaye (yani achcha na ho jaye) Sunan Nasaii, Jild 2, 1372-Sahih --------

 نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”تین طرح کے لوگوں سے قلم اٹھا لیا گیا ہے ۱؎ ایک تو سونے والے سے یہاں تک کہ وہ جاگے ۲؎، دوسرے نابالغ سے یہاں تک کہ وہ بالغ ہو جائے، تیسرے دیوانے سے یہاں تک کہ وہ عقل و ہوش میں آ جائے“۔ ___ 

✦ It was narrated from Aishah Radi Allahu Anhu that the Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam said: The pen has been lifted from three (means their sins will not be written), From the sleeper until he wakes up, from the minor until he grows up, and from the insane until he comes back to his senses or recovers. Sunan Nasaii, Book 27, 3462-Sahih

Popular posts from this blog